Thursday, December 16, 2010

corruption Vs Sarkari naukri

naukri aap ki sarkari hai to aap bhrast dunia me pehla kadam rakhte hain..kya aap ko lagta nahi ki yadi naukri ka privatization ho jaye to bhrastachar pe ankush lag sakta hai .example pesh hai pichle ek maah se SBI KORBA me a/c khulwane k liye chakkar laga raha tha jawab milta " staff a/c kholne k liye nahi hai to kahi form nahi hai" ye kewal kaamchori ka pradharshan tha.. ek private bank ko phone kiya to ghar aa gaye docs lene sirf 10 min.sandarbh bus itna hai ki kya aauchitya hai is sarkari naukron ka??