Tuesday, January 18, 2011

aisa desh hai mera... kehte hue aankhe nam hoti hain..jab naukarshah par se parda uthta hai to 350 crore ka IAS paida hota hai. waah re madhyapradesh ka joshi pariwaar..aise kapooton se hi bharat mata ka mastak neecha hota hai..aage jahan aur bhi hai aaiye dekhte hai baaki se parda kab uthta hai? jab se korba aaya hu tabhi se har din ek sarkari naukar nanga ho raha hai aur uski tijori dhanwarsa kar rahi hai. sabash income tax..lekin bhibhagiya ghatnaon par bhi dhyan dena... thanks

No comments:

Post a Comment